Saturday, 28 May 2011

• »нαρρу в'∂αу ѕняυтι« •









aj shweta kumari sachi me ban gayi humari :P
happy birthday shweta :P jabse shweta naam pada hai mai shruti bhul hi gayi :P
yaad hai tera naam shweta kumari se hi save kiya tha =)
bday ke din tang tod ke baithi hai ek kaam kar rupaise bhijwa de tere hisse ki party mai mana leti hu aj fir jab tera pair thekh hoga ta tu party manana :P

aur kaichi taiyaar hogi na cake katne ke baad ya karna hai yaad hai na ;)[:p]
aur kya bolu kuch smjh nahi aa raha :P

aur bolungi toh burai nikal jayegi buhahahaha :P

bdw mera first impression wali baat jab bhi yaad aati hai has has ke lotpot ho jati :p
aur ek din tera text aya thaki mai ignore karing uska jo maine reply kia fir jo tera reply aya besht tha hahahaha :P

aur kya batau :P

teri awaz badi soni hai :p

aur bus bhut tareef ho gayi :p

hap hap happyyyyyyyyyyy birthday shruti aka shweta kumari aka beblcious [:p];)

mau god bless u :P

teri achi achi wishes puri ho :P
>>>>>>>>>>>>>>>>>:P:p<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

aur get well soon :)




0 comments:

Post a Comment